O Jaana
Murder
Lyrics
Jaana tere pyar mein mera dil kho gaya
Gehri gehri teri aankhon ka deewana ho gaya
Jaana tere pyar mein mera dil kho gaya
Gehri gehri teri aankhon ka deewana ho gaya
Tere dum se aayi hai mere ghar mein yeh saba
Teri aankhon se jala hua hai mere dil ka yeh diya
O jaana, aa jaana o meri jaane jaana
Aa jaana, aake dekh yeh mere ishq ki inteha
Mera dil yeh dua kare yeh milan ho sada
Tere rang se saji rahe mere ghar ki fiza
Meri shyam saji rahe
Zara khul ke muskura
Teri dilkashi ka raaz hai kya
Zara mujhko yeh bata
O jaana, aa jaana o meri jaane jaana
Aa jaana, aake dekh yeh mere ishq ki inteha
Tu joh samne aa gayi mera dil toh chala
Tujhe bas takta raha kahan hosh raha
Tere aas paas raha karoon
Mere dil ne yeh kaha
Mujhe yeh bata ke main kya karoon
Mera dil bas kho gaya

Watch Video