Lyric4U
Nindiya Se Jaagi Bahaar

Hero (1983)

Watch Video
Lyrics
Nindiya se jaagi bahaar
Aisa mausam dekha pehli baar
Nindiya se jaagi bahaar
Aisa mausam dekha pehli baar
Koyal kooke kooke gaaye malhaar
Kooke kooke gaaye malhaar
Nindiya se jaagi bahaar
Aisa mausam dekha pehli baar
Koyal kooke kooke gaaye malhaar
Nindiya se jaagi bahaar
Aisa mausam dekha pehli baar
(Sargam)
Main hoon abhi kamsin, kamsin
Main hoon abhi kamsin, kamsin
Jaanu na kuch is bin, is bin
Raatein jawani ki
Raatein jawani ki, baali umar ke din
Kab kya ho nahi ek baar
Aisa mausam dekha pehli baar
Koyal kooke kooke gaaye malhaar
Kooke kooke gaaye malhaar
Nindiya se jaagi bahaar
Aisa mausam dekha pehli baar
Kaisi yeh rut aayi, rut aayi
Kaisi yeh rut aayi
Sunke main sharmayi, sharmayi
Sunke main sharmayi
Kaano mein keh gayi kya
Kaano mein keh gayi kya jaane yeh purwai
Pehne phoolon ne kirno ke haar
Aisa mausam dekha pehli baar
Koyal kooke kooke gaaye malhaar
Kooke kooke gaaye malhaar
Nindiya se jaagi bahaar
Aisa mausam dekha pehli baar
Koyal kooke kooke gaaye malhaar
Kooke kooke gaaye malhaar
Watch Video