Lyric4U
Neela Aasman So Gaya (Male)

Silsila

Watch Video
Lyrics
Neela aasman so gaya
Neela aasman so gaya
La ra la ra la la la ra la
La ra la ra la la la ra la ho
Neela aasman so gaya
Aus barse raat bheege honth tharraye
Dhadkane kuch kehna chahe keh nahi paaye
Hawa ka geet madham hai
Hawa ka geet madham hai
Samay ki chaal bhi kam hai
Neela aasman so gaya
Neela aasman so gaya
Meri baahon mein sharmate lajate aise tum aaye
Ke jaise baadalon mein chaand dheere dheere aa jaaye
Yeh tanhai yeh main aur tum
Yeh tanhai yeh main aur tum
Zameen bhi ho gayi gumsum
Neela aasman so gaya
Neela aasman so gaya
La ra la ra la la la ra la
La ra la ra la la la ra la ho
Neela aasman so gaya
Watch Video