Nazar Laaye
Raanjhanaa
Lyrics
Maine haara main, tera saara main
Meetha meetha tu, khaara khaara main
Tera saara main, saara main
Maine haara main, tera saara main
Meetha meetha tu, khaara khaara main
Tera saara main, saara main
Sindoori rang suhagan sacha
Sacha re sarmaya joh paaya hai woh
Tu dil mein maahi aaya hai
Maine maahi paaya hai
Nazar laaye na, koi nazar laaye na
Dil ne shagun manaya hai
Ishq parauna aaya hai
Nazar laaye na, koi nazar laaye na
Nazar laaye joh tumko jal jaaye woh
Jaan le jag begana ho
Nazar laaye na, nazar laaye na
Maine haara main, tera saara main
Meetha meetha tu, khaara khaara main
Tera saara main, saara main
Maine haara main, tera saara main
Meetha meetha tu, khaara khaara main
Tera saara main, saara main
Kajal teeka peeche kaanon ke
Nazaron ko roke re
Duniya deti lakhon hi dhokhe
Meethi si hoke re
Tann ki main mirchein varoon
Saari sharam utaaroon
Maahi na jag ko haaroon
Kehta hai dil, kehta hai dil
Maine haara main, tera saara main
Meetha meetha tu, khaara khaara main
Tera saara main, saara main
Watch Video