Lyric4U
Nayak Nahi Khalnayak Hoon Main

Khalnayak

Watch Video
Lyrics
Ji haan main hoon khalnayak
Nayak nahi khalnayak hai tu
Nayak nahi khalnayak hai tu
Zulmi bada dukhdayak hai tu
Is pyar ki tujhko kya kadar
Is pyar ke kahan layak hai tu
Nayak nahi khalnayak hoon main
Nayak nahi khalnayak hoon main
Zulmi bada dukhdayak hoon main
Hai pyar kya mujhko kya khabar
Bas yaar nafrat ke layak hoon main
Nayak nahi khalnayak hoon main
Teri tabiyat toh rangeen hai
Par tu mohabbat ki tauheen hai
Kuch bhi nahi yaad iske sivah
Na main kisi ka, na koi mera
Joh cheez maangi nahi woh mili
Karta main kya aur bas cheen li
Bas cheen li, bas cheen li
Main bhi sharafat se jeeta magar
Mujhko shareefon se lagta tha dar
Sabko pata tha main kamzor hoon
Main is liye aaj kuch aur hoon
Kuch aur hoon, kuch aur hoon
Nayak nahi khalnayak hoon main
Zulmi bada dukhdayak hoon main
Hai pyar kya mujhko kya khabar
Bas yaar nafrat ke layak hoon main
Nayak nahi khalnayak hai tu
Kitne khilauno se khela hai tu
Afsoos phir bhi akela hai tu
Bachpan mein likhi kahani meri
Kaise badalti jawaani meri
Sara samundar mere paas hai
Ek boond pani meri pyaas hai
Meri pyaas hai, meri pyaas hai
Dekha tha maa ne kabhi pyar se
Ab mil gayi woh bhi sansar se
Main woh lootera hoon joh lut gaya
Maa ka aanchal kahin chhut gaya
Nayak nahi khalnayak hoon main
Zulmi bada dukhdayak hoon main
Hai pyar kya mujhko kya khabar
Bas yaar nafrat ke layak hoon main
Nayak nahi khalnayak hai tu
Khalnayak hoon main
Nayak, khalnayak
Nayak, khalnayak
Nayak, khalnayak
Watch Video