Lyric4U
Nasha Yeh Pyar Ka

Mann

Watch Video
Lyrics
Nasha yeh pyar ka nasha hai
Yeh meri baat yaaron maano
Nashe mein yaar doob jao
Raho na hosh mein dewaano
Nasha yeh pyar ka nasha hai
Yeh meri baat yaaron maano
Nashe mein yaar doob jao
Raho na hosh mein dewaano
Ke jabse maine tumko dil yeh de diya
Meetha meetha sa dard le liya
Suno o priya, maine tumko dil diya
Nasha yeh pyar ka nasha hai
Yeh meri baat yaaron maano
Nashe mein yaar doob jao
Raho na hosh mein dewaano
Nazar se yoon mili nazar
Deewana main ho gaya
Asar yeh kya hua asar
Kahan yeh main kho gaya
Behke behke kadam
Behka behka hai mann
Chha gaya chha gaya
Mujhpe deewanapan
Suno o priya, maine tumko dil diya
Nasha yeh pyar ka nasha hai
Yeh meri baat yaaron maano
Nashe mein yaar doob jao
Raho na hosh mein dewaano
Jhuki jhuki nigaah mein
Bala ki shokhiyan chupi
Khuli khuli latton mein bhi haai
Ghatta ki mastiyan ruki
Yeh haya, yeh ada
Yeh hasi, yeh nayan
De gaye de gaye
Meethi meethi chuban
Suno o priya, maine tumko dil diya
Nasha yeh pyar ka nasha hai
Yeh meri baat yaaron maano
Nashe mein yaar doob jao
Raho na hosh mein dewaano
Ke jabse maine tumko dil yeh de diya
Meetha meetha sa dard le liya
Suno o priya, maine tumko dil diya
Nasha yeh pyar ka nasha hai
Yeh meri baat yaaron maano
Nashe mein yaar doob jao
Raho na hosh mein dewaano
Nasha yeh pyar ka nasha hai
Yeh meri baat yaaron maano
Nashe mein yaar doob jao
Raho na hosh mein dewaano
Nasha yeh pyar ka nasha hai
Yeh meri baat yaaron maano
Nashe mein yaar doob jao
Raho na hosh mein dewaano
Watch Video