Naina Lade
Dabangg 3
Lyrics
Dil ki baatein kahi hai usne palkein jhukake
Ik nazar usne dekha humko joh muskurake
Hum jahan the wahin par khade reh gaye
Unse naina lade ke lade reh gaye
Naina lade ke lade reh gaye
Naina lade ke lade reh gaye
Naina lade ke lade reh gaye
Naina lade ke lade reh gaye
Naina lade ke lade reh gaye
Naina lade ke lade reh gaye
Naina lade ke lade reh gaye
Naina lade ke lade reh gaye
Jannat mein bhi shayad na ho koi hoor us haseen ki tarah
Dekha nahi chehre pe humne kahin noor us haseen ki tarah
Ishq ki woh ibteda hai
Husn ki woh inteha hai bakhuda, bakhuda
Kya bataun achanak kya hua hai mujhe
Muskurake joh usne jab se dekha mujhe
Teer-e-nazron ke dil mein gade reh gaye
Unse naina lade ke lade reh gaye
Naina lade ke lade reh gaye
Naina lade ke lade reh gaye
Naina lade ke lade
Naina lade, naina lade ke reh gaye
Naina lade ke lade reh gaye
Naina lade ke lade reh gaye
Naina lade ke lade reh gaye
Naina lade ke lade reh gaye
Chashm-e-karam ki jiye sarkar hamari taraf
Dekho idhar bhi ek baar ae yaar hamari taraf
Hai asar yeh ik nazar ka
Rog humne umra bhar ka le liya, le liya
Dil ki baatein yeh sab unse jakar kahe
Har ghadi har samay uske sang hum rahe
Khwaab aankhon mein kitne jade reh gaye
Unse naina lade ke lade reh gaye
Naina lade ke lade reh gaye
Naina lade ke lade reh gaye
Naina lade ke lade reh gaye
Naina lade ke lade reh gaye
Naina lade ke lade reh gaye
Naina lade ke lade reh gaye
Naina lade ke lade reh gaye
Naina lade ke lade reh gaye
Watch Video