Lyric4U
Nain Tumhare Mazedaar

Junglee

Watch Video
Lyrics
Nain tumhare mazedaar o janaab-e-ali
Nain tumhare mazedaar o janaab-e-ali
Humko tumse hai pyar o janaab-e-ali
Humko tumse hai pyar o janaab-e-ali
Nain tumhare mazedaar o janaab-e-ali
Pyar kiya tumse kya humne gunaah kiya
Pyar kiya tumse kya humne gunaah kiya
Aapke ishaaron pe khudko tabaah kiya
Bante hai hum hi gunahgaar o janaab-e-ali
Nain tumhare mazedaar o janaab-e-ali
Humko tumse hai pyar o janaab-e-ali
Aap chahe kuch ho nigaahon pe chha gaye
Aap chahe kuch ho nigaahon pe chha gaye
Meri zindagi mein bahaar banke aa gaye
Hum hai tumhare talabgaar o janaab-e-ali
Humko tumse hai pyar o janaab-e-ali
Nain tumhare mazedaar o janaab-e-ali
Raah mein pade hai huzoor ke ghulam hai
Raah mein pade hai huzoor ke ghulam hai
Geet mere sun lo wafa ke payam hai
Hum hai tumhare tabedaar o janaab-e-ali
Nain tumhare mazedaar o janaab-e-ali
Humko tumse hai pyar o janaab-e-ali
Watch Video