Nadiya Se Dariya Dariya Se Sagar
Namak Haraam
Lyrics
Nadiya se dariya
Dariya se sagar
Sagar se gehra jaam
Sagar se gehra jaam
Ho ho ho jaam mein doob gayi yaaron mere jeevan ki har shaam
Nadiya se dariya
Dariya se sagar
Sagar se gehra jaam
Sagar se gehra jaam
Ho ho ho jaam mein doob gayi yaaron mere jeevan ki har shaam
Joh na peeye woh kya jaane
Peete hai kyun hum deewane yaar ... aa ha
Jabse humne peena seekha
Jeena seekha marna seekha yaar ... aa ha
Joh na peeye woh kya jaane
Peete hai kyun hum deewane yaar ... aa ha
Jabse humne peena seekha
Jeena seekha marna seekha yaar ... aa ha
Ho hum jab yoon nashe mein dagmagane lag gaye
Ho ho ho dil ki bechaini ko aaya thoda sa aaraam
Nadiya se dariya
Dariya se sagar
Sagar se gehra jaam
Sagar se gehra jaam
Mera kya main gham ka maara
Nashe mein aalam hai saara yaar ... aa ha
Kisi ko daulat ka nasha
Kahin mohabbat ka nasha yaar ... aa ha
Ho kehkar ae sharaabi sab pukaare ab mujhe
Ho ho ho aur koi tha yeh toh nahi tha pehle mera naam
Nadiya se dariya
Dariya se sagar
Sagar se gehra jaam
Sagar se gehra jaam
Ho ho ho jaam mein doob gayi yaaron mere jeevan ki har shaam
Jaam mein doob gayi yaaron mere jeevan ki har shaam
Watch Video