Nadiya Kinare
Abhimaan
Lyrics
Hey nadiya kinare herai aayi kangna
Nadiya kinare herai aayi kangna
Aise ulajh gaye anadi sajna
Aise ulajh gaye anadi sajna
Nadiya kinare herai aayi kangna
Nadiya kinare herai aayi kangna
Kaahe panghat upar gayi thi chal ke akeli
Maare has has taana saari sakhiyan saheli
Gori aur jao na maano kehna
Gori aur jao na maano kehna
Nadiya kinare herai aayi kangna
Nadiya kinare herai aayi kangna
Ab khadi khadi sochon
Khadi khadi sochon
Dekhi hai saasu nanandiya
Tab ka kari hoon bahana
Ab toh sooni kalai
Laike chori chori jaana
Bhaari pada re piya se milna
Bhaari pada re piya se milna
Nadiya kinare herai aayi kangna
Nadiya kinare herai aayi kangna
Watch Video