Lyric4U
Nach Le

Lakeer

Watch Video
Lyrics
O nach le na na nach le
O chal taal taal nach le
O soniye, heere, motiye
O chal haath thaam chak le
O nach le nach le
O chal taal taal nach le
O soniye, heere, motiye
O chal haath thaam chak le
Darna kya ... oye oye
Hum tere ... oye oye
Hai rabba sang tere
O nach le!
Ve saiyan
Ve saiyan
Mitti ka zarra main
Ambar ka hai taara woh
Phir bhi yeh mel ho gaya
Khamosh thi woh haseen
Humne bhi kaha nahi
Aankhon mein hi khel ho gaya
Ve saiyan
Mitti ka zarra main
Ambar ka hai taara woh
Phir bhi yeh mel ho gaya
Khamosh thi woh haseen
Humne bhi kaha nahi
Aankhon mein hi khel ho gaya
Yeh hai kamaal-e-ulfat
Naazaan hai jispe kudrat
Zanjeer na deewarein
Na roke koi taqat
Milan ki dhun joh lage
Toh phir duniya na dikhe
Jale ho shole raahon mein
Lage ho kaante paaun mein
Sochna kya phir toh chale wahan
Jahan le chala humdum
Nach le na na nach le
O chal taal taal nach le
O soniye, motiye
O chal haath thaam chak le
Darna kya ... aha aha
Hum tere ... aha aha
Hai rabba sang tere
Darna kya
Teri nigaahon ka saaya mila mujhe
Toh mili hai yeh saari khushiyan
Teri duaaon se hi mere armaano ki bhi
Ab toh sajegi duniya
Hai farz yeh hamara
Aur haan sada rahega
Uthi joh tujhpe talwaar
Sar apna hi katega
Chhad ab saare bawaal
Acha sa mahurat nikaal
Banake tujhko dulha
Chalenge tere sasural
Baaje dham-dham dhol
Aur nacha denge sabko cham cham
O nach le
O nach le na na nach le
O chal taal taal nach le
O soniye, heere, motiye
O chal haath thaam chak le
Darna kya
Hum tere
Hai rabba sang tere
O na na nach le
Ni aaja nach le
O aaja nach le
Cha cha cha chak le
O na na nach le
Cha cha cha chak le
Na na nach le
Cha cha cha chak le
O nach le, O nach le
Nach le!
Watch Video