Naam Kya Hai
Yeh Dillagi
Lyrics
Naam kya hai ... pyar ka maara
Ghar ka pata do ... dil hai tumhara
Naam kya hai ... pyar ka maara
Ghar ka pata do ... dil hai tumhara
Kya karte ho ... tumse pyar
Iska nateeja ... kuch ho yaar
Naam kya hai ... pyar ka maara
Ghar ka pata do ... dil hai tumhara
Kya karte ho ... tumse pyar
Iska nateeja ... kuch ho yaar
Naam kya hai ... pyar ka maara
Main tera deewana, tu meri deewani
Aise kyun hai khafa
Kuch na maanu main
Jaanu jaanu main teri marzi hai kya
Kabhi Laila Majnu ... arre jaa re jaa re jaa
Kabhi Shirin Farhad ... mujhe aise na sata
Kabhi Ranjha kabhi Heer ... dil rakh doon main cheer
Kabhi Romeo Juliet chal ... hat baaju hat
Naam kya hai ... pyar ka maara
Ghar ka pata do ... dil hai tumhara
Kya karte ho ... tumse pyar
Iska nateeja ... kuch ho yaar
Naam kya hai ... pyar ka maara
Seene mein dil hai, dil mein dhadkan hai
Dhadkan mein tu basi
Teri baaton mein main na aaungi
Yoon na kar dillagi
O chhodun na teri gali ... tu hai bhanwra main kali
O rani aise na akad ... meri baahein na pakad
Hai iraada mera nek ... tu deewana dil phek
Mujhe khwaabon mein basa ... aisi baatein na bana
Naam kya hai ... pyar ka maara
Ghar ka pata do ... dil hai tumhara
Naam kya hai ... pyar ka maara
Ghar ka pata do ... dil hai tumhara
Kya karte ho ... tumse pyar
Iska nateeja ... kuch ho yaar
Naam kya hai ... pyar ka maara
Ghar ka pata do ... dil hai tumhara
Naam kya hai ... pyar ka maara
Ghar ka pata do ... dil hai tumhara
Naam kya hai ... pyar ka maara
Watch Video