Lyric4U
Na Tum Jaano Na Hum

Kaho Naa Pyaar Hai

Watch Video
Lyrics
Kyun chalti hai pavan
Kyun jhoome hai gagan
Kyun machalta hai mann
Na tum jaano na hum
Na tum jaano na hum
Kyun aati hai bahaar
Kyun lutta hai qaraar
Kyun hota hai pyar
Na tum jaano na hum
Na tum jaano na hum
Yeh madhoshiyan, yeh tanhaiyan
Tasavvur mein hai kiski parchaiyan
Yeh bheega samaan, umangein jawaan
Mujhe ishq le ja raha hai kahan
Kyun ghum hai har disha
Kyun hota hai nasha
Kyun aata hai mazaa
Na tum jaano na hum
Na tum jaano na hum
Dhadakta bhi hai, tadapta bhi hai
Yeh dil kyun achanak behakta bhi hai
Mehakta bhi hai, chehakta bhi hai
Yeh dil kya wafa ko samajhta bhi hai
Kyun milti hai nazar
Kyun hota hai asar
Kyun hoti hai sehar
Na tum jaano na hum
Na tum jaano na hum
Kyun chalti hai pavan
Kyun jhoome hai gagan
Kyun machalta hai mann
Na tum jaano na hum
Na tum jaano na hum
Kyun aati hai bahaar
Kyun lutta hai qaraar
Kyun hota hai pyar
Na tum jaano na hum
Na tum jaano na hum
Na tum jaano na hum
Na tum jaano na hum
Watch Video