Na Na Karte Pyar
Dhadkan
Lyrics
I am in love, I am in love, I am in love
I am in love, I am in love, I am in love
Na na karte pyar
Haai main kar gayi, kar gayi, kar gayi
Na na karte pyar
Haai main kar gayi, kar gayi, kar gayi
O tune kiya kya yaar
Haai main mar gayi, mar gayi, mar gayi
Na na karte pyar
Oye main kar gaya, kar gaya, kar gaya
Arre tune kiya aitbaar
Oye main mar gaya, mar gaya, mar gaya
Na na karte pyar
Haai main kar gayi, kar gayi, kar gayi
I am in love, I am in love, I am in love
I am in love, I am in love, I am in love
Mehki hawayein
Yeh behki fizayein
Yeh pagal samaa kuch kahe
Hum hai akele
Aa baahon mein le le
Ke jaage hai armaan naye
Mehki hawayein
Yeh behki fizayein
Yeh pagal samaa kuch kahe
Hum hai akele
Aa baahon mein le le
Ke jaage hai armaan naye
Tu seene se lag jaa mere
Main tujh ko chupa loon kahin
Yeh dhadkan meri keh rahi
Ke ab door jaana nahi
Sunke teri yeh baat
Akh meri bhar gayi, bhar gayi, bhar gayi
Sunke teri yeh baat
Akh meri bhar gayi, bhar gayi, bhar gayi
O tune kiya kya yaar
Haai main mar gayi, mar gayi, mar gayi
Na na karte pyar
Haai main kar gayi, kar gayi, kar gayi
Main tumhe chahoon
Tumhi ko sarahoon
Tumhari hi pooja karoon
Dil toh hamesha
Yeh maange duayein
Ke baahon mein teri maroon
Main tumhe chahoon
Tumhi ko sarahoon
Tumhari hi pooja karoon
Dil toh hamesha
Yeh maange duayein
Ke baahon mein teri maroon
Zameen aasmaan keh rahe
Tu mere liye hai bani
Hai kismat se humko mili
Mohabbat ki yeh roshni
Ho gayi tujh pe fidaa
Main suli chad gayi, chad gayi, chad gayi

Watch Video