Lyric4U
Na Jaane Kahan Se Aayi Hai

Chaalbaaz

Watch Video
Lyrics
Na jaane kahan se aayi hai
Na jaane kahan ko jaayegi
Deewana kise banayegi yeh ladki
Badi choti hai mulaqat
Bade afsos ki hai baat ... ooh aa
Kisi ke haath na aayegi yeh ladki
Kisi ke haath na aayegi yeh ladki
Na jaane kahan se aayi hai
Na jaane kahan ko jaayegi
Deewana kise banayegi yeh ladki
Ha ha ha ... ha ha ha ... ooh
Yeh bheega hua badan tera
Is dil mein aag laga dega
Yeh bheega hua badan tera
Is dil mein aag laga dega
Chhayega baadal zulfon ka
Toh pagal tujhe bana dega
Pagal tujhe bana dega
Tu ru ru ru ... tu ru ru ru
Karega yaad mujhe din raat
Bade afsos ki hai baat ... ooh aa
Kisi ke haath na aayegi yeh ladki
Kisi ke haath na aayegi yeh ladki
Yeh ladki si bheegi bhaagi si
Kya ghar se bhaagke aayi hai
Yeh ladki si bheegi bhaagi si
Kya ghar se bhaagke aayi hai
Yeh ladki nahi hai nagin hai
Joh neend se jaagke aayi hai
Joh neend se jaagke aayi hai
Tu ru ru ru ... tu ru ru ru
Mere haathon mein de de haath
Bade afsos ki hai baat ... ooh aa
Kisi ke haath na aayegi yeh ladki
Kisi ke haath na aayegi yeh ladki
Aaram se baitho paas mere
Darne ki koi baat nahi
Aaram se baitho paas mere
Darne ki koi baat nahi
Main tumse pyar karoon
Mere aise toh bure haalat nahi
Aise toh bure haalat nahi
Tu ru ru ru ... tu ru ru ru
Karegi yaad mujhe din raat
Bade afsos ki hai baat ... ooh aa
Tumhare haath na aayega yeh ladka
Tumhare haath na aayega yeh ladka
Na jaane kahan se aayi hai
Na jaane kahan ko jaayegi
Deewana kise banayegi yeh ladki
Badi choti hai mulaqat
Bade afsos ki hai baat ... ooh aa
Kisi ke haath na aayegi yeh ladki
Kisi ke haath na aayegi yeh ladki
Watch Video