Musafir Jaane Wale
Gadar: Ek Prem Katha
Lyrics
Musafir jaane wale
Musafir jaane wale
Nahin phir aane wale
Chalo ek doosre ko
Kare rab de hawale
Musafir jaane wale
Nahin phir aane wale
Chalo ek doosre ko
Kare rab de hawale
Badi mushkil se dil mein apne
Badi mushkil se dil mein apne
Log basate hai kuch sapne
Yeh sapne sheeshay ke khilone
Tootke bas lagte hai rone
Dilon pe chha jaate hai
Yeh badal kaale kaale
Chalo ek doosre ko
Kare rab de hawale
Musafir jaane wale
Nahin phir aane wale
Chalo ek doosre ko
Kare rab de hawale
O dariyaan de paaniyan
Yeh mauja phir nahi aaniyan
O dariyaan de paaniyan
Yeh mauja phir nahi aaniyan
Yaad aayengi ... o yaad aayengi
Bas jaane walon ki kahaniyan
O dariyaan de paaniyan
Yeh mauja phir nahi aaniyan
O dariyaan de paaniyan
Yeh mauja phir nahi aaniyan
Na jaane kya choot raha hai
Oh na jaane kya choot raha hai
Dil mein bas kuch toot raha hai
Honthon par nahin koi kahani
Phir bhi aankh mein aa gaya pani
Nahi hum bhoolne wale
Nahi tum bhoolne wale
Chalo ek doosre ko
Kare rab de hawale
Musafir jaane wale
Nahin phir aane wale
Chalo ek doosre ko
Kare rab de hawale
Musafir jaane wale
Nahin phir aane wale
Chalo ek doosre ko
Kare rab de hawale
Watch Video