Lyric4U
Mujhse Mohabbat Ka Izhaar

Hum Hain Rahi Pyar Ke

Watch Video
Lyrics
Mujhse mohabbat ka izhaar karta
Mujhse mohabbat ka izhaar karta
Mujhse mohabbat ka izhaar karta
Kaash koi ladka mujhe pyar karta
Kaash koi ladka mujhe pyar karta
Mujhse mohabbat ka izhaar karti
Mujhse mohabbat ka izhaar karti
Kaash koi ladki mujhe pyar karti
Kaash koi ladki mujhe pyar karti
Meri maang mein chaand taare sajata
Joh main rooth jaati, mujhe woh manata
Meri maang mein chaand taare sajata
Joh main rooth jaati, mujhe woh manata
Haalat meri woh jaanta
Dhadkan meri pehchanta
Apni bhi chahat ka ikraar karta
Apni bhi chahat ka ikraar karta
Kaash koi ladka mujhe pyar karta
Kaash koi ladka mujhe pyar karta
Mujhse mohabbat ka izhaar karti
Mujhse mohabbat ka izhaar karti
Kaash koi ladki mujhe pyar karti
Kaash koi ladki mujhe pyar karti
Woh bechain hoti, main betaab hota
Nigaahon mein uski mera khwaab hota
Woh bechain hoti, main betaab hota
Nigaahon mein uski mera khwaab hota
Sharmake woh lagti gale
Rakhta usse palkon tale
Chori chori woh mera deedaar karti
Chori chori woh mera deedaar karti
Kaash koi ladki mujhe pyar karti
Kaash koi ladki mujhe pyar karti
Mujhse mohabbat ka izhaar karta
Mujhse mohabbat ka izhaar karta
Kaash koi ladka mujhe pyar karta
Kaash koi ladka mujhe pyar karta
Watch Video