Lyric4U
Mujhko Barsaat Bana Lo

Junooniyat

Watch Video
Lyrics
Mujhko barsaat bana lo
Ek lambi raat bana lo
Apne jazbaat bana lo jaana
Mujhko alfaaz bana lo
Dil ki aawaaz bana lo
Gehra sa raaz bana lo jaana
Nasha hoon main behakne do
Mere qatil mujhe jeene ka haq toh do
Mujhko barsaat bana lo
Ek lambi raat bana lo
Apne jazbaat bana lo jaana
Mujhe apne sirhane pe
Thodi si jagah de do
Mujhe neend na aane ki
Koi toh wajah de do
Mujhe apne sirhane pe
Thodi si jagah de do
Mujhe neend na aane ki
Koi toh wajah de do
Hawa hoon main lipatne do
Mere qatil mujhe jeene ka haq toh do
Mujhko barsaat bana lo
Ek lambi raat bana lo
Apne jazbaat bana lo jaana
Tere sang guzar jaaye
Yeh umar joh baaki hai
Has do na zara khulke
Kahe ki udaasi hai
Tere sang guzar jaaye
Yeh umar joh baaki hai
Has do na zara khulke
Kahe ki udaasi hai
Subah hoon main aane do
Mere qatil mujhe jeene ka haq toh do
Mujhko barsaat bana lo
Ek lambi raat bana lo
Apne jazbaat bana lo jaana
Mujhko barsaat bana lo
Ek lambi raat bana lo
Apne jazbaat bana lo jaana
Watch Video