Lyric4U
Mujhe Neend Na Aaye

Dil

Watch Video
Lyrics
Mujhe neend na aaye
Neend na aaye, neend na aaye
Mujhe chain na aaye
Chain na aaye, chain na aaye
Mujhe neend na aaye
Mujhe neend na aaye
Mujhe chain na aaye
Koi jaaye zara dhoondh ke laaye
Na jaane kahan dil kho gaya
Na jaane kahan dil kho gaya
Na jaane kahan dil kho gaya
Na jaane kahan dil kho gaya
Mujhe neend na aaye
Mujhe chain na aaye
Koi jaaye zara dhoondh ke laaye
Na jaane kahan dil kho gaya
Na jaane kahan dil kho gaya
Na jaane kahan dil kho gaya
Na jaane kahan dil kho gaya
Haalat kya hai kaise tujhe bataon main
Karvat badal badalke raat bitaon main
Haalat kya hai kaise tujhe bataon main
Karvat badal badalke raat bitaon main
Poocho zara poocho kya haal hai
Haal mera behaal hai
Poocho zara poocho kya haal hai
Haal mera behaal hai
Koi samajh na paaye
Kya rog sataye
Koi jaaye zara dhoondh ke laaye
Na jaane kahan dil kho gaya
Na jaane kahan dil kho gaya
Na jaane kahan dil kho gaya
Na jaane kahan dil kho gaya
Jaan se bhi pyara mujhko mera dil hai
Uske bina ek pal bhi jeena mushkil hai
Jaan se bhi pyara mujhko mera dil hai
Uske bina ek pal bhi jeena mushkil hai
Tauba meri tauba kya dard hai
Dard bada bedard hai
Tauba meri tauba kya dard hai
Dard bada bedard hai
Kabhi mujhko hansaye
Kabhi mujhko rulaye
Koi jaaye zara dhoondh ke laaye
Na jaane kahan dil kho gaya
Na jaane kahan dil kho gaya
Mujhe neend na aaye
Neend na aaye, neend na aaye
Mujhe chain na aaye
Chain na aaye, chain na aaye
Mujhe neend na aaye
Mujhe chain na aaye
Koi jaaye zara dhoondh ke laaye
Na jaane kahan dil kho gaya
Na jaane kahan dil kho gaya
Watch Video