Mujhe Maaf Karna
Biwi No. 1
Lyrics
Woh bache duniya mein khushnaseeb hote hai
Joh mummy daddy ke kareeb hote hai
Mujhe maaf karna Om Sai Ram
Mujhe maaf karna Om Sai Ram
Mujhe maaf karna Om Sai Ram
Tujhse se pehle loonga mummy daddy ka naam
Tujhse se pehle loonga mummy daddy ka naam
Mujhe maaf karna Om Sai Ram
Mujhe maaf karna Om Sai Ram
Tujhse se pehle loongi mummy daddy ka naam
Tujhse se pehle loongi mummy daddy ka naam
Jinhe mummy daddy ka pyar nahi milta
Unhe khushiyon ka sansar nahi milta
Kabhi bhi humein na yoon majboor karna
Mummy daddy se na humein door karna
Hum toh bade hote hai inki ungli thaam
Mujhe maaf karna Om Sai Ram
Mujhe maaf karna Om Sai Ram
Mujhe maaf karna Om Sai Ram
Tujhse se pehle loonga mummy daddy ka naam
Tujhse se pehle loonga mummy daddy ka naam
Daddy bina kaun chocolate layega
Mummy bina kaun lori sunayega
Daddy ki yaad mujhe pal pal satati hai
Mummy se door hoke aankh bhar aati hai
Inke saath rehna hai humein subah shaam
Mujhe maaf karna ... Om Sai
Mujhe maaf karna Om Sai Ram
Mujhe maaf karna Om Sai Ram
Tujhse se pehle loongi apne bachon ka naam
Tujhse se pehle loongi apne bachon ka naam
Mujhe maaf karna Om Sai Ram
Mujhe maaf karna Om Sai Ram
Tujhse se pehle loonga apne bachon ka naam
Tujhse se pehle loonga apne bachon ka naam
Humein maaf karna Om Sai Ram
Humein maaf karna Om Sai Ram
Humein maaf karna Om Sai Ram
Tujhse se pehle lenge apne bachon ka naam
Tujhse se pehle lenge apne bachon ka naam
Watch Video