Lyric4U
Mujhe Allah Ki Kasam

Sanam Bewafa

Watch Video
Lyrics
Mujhe Allah ki kasam
Allah Allah ki kasam tumse pyar ho gaya
Mujhe Allah ki kasam tumse pyar ho gaya
Bina Eid ke hi chand ka deedar ho gaya
Bina Eid ke hi chand ka deedar ho gaya
Deedar ho gaya
Tumse pyar ho gaya
Mujhe Allah ki kasam tumse pyar ho gaya
Mujhe Allah ki kasam tumse pyar ho gaya
Bina Eid ke hi chand ka deedar ho gaya
Bina Eid ke hi chand ka deedar ho gaya
Deedar ho gaya
Tumse pyar ho gaya
Paanv mein ghungru bandkar naachi hai jawani, naachi hai jawani
Paanv mein ghungru bandkar naachi hai jawani, naachi hai jawani
Ulfat ki shuru ho gayi ek nayi kahani, ek nayi kahani
Dekho husn phir se ishq par nisaar ho gaya
Dekho husn phir se ishq par nisaar ho gaya
Nisaar ho gaya
Tumse pyar ho gaya
Jee chahta hai choom loon honthon ko tumhare, honthon ko tumhare
Jee chahta hai choom loon honthon ko tumhare, honthon ko tumhare
Yeh honth kya hai jism-o-jaan hai naam tumhare, hai naam tumhare
Yeh dil deewana aapka sarkar ho gaya
Yeh dil deewana aapka sarkar ho gaya
Sarkar ho gaya
Tumse pyar ho gaya
Mujhe Allah ki kasam tumse pyar ho gaya
Mujhe Allah ki kasam tumse pyar ho gaya
Bina Eid ke hi chand ka deedar ho gaya
Bina Eid ke hi chand ka deedar ho gaya
Mujhe Allah ki kasam tumse pyar ho gaya
Ho gaya, ho gaya
Mujhe Allah ki kasam tumse pyar ho gaya
Ho gaya, ho gaya
Mujhe Allah ki kasam tumse pyar ho gaya
Ho gaya, ho gaya
Mujhe Allah ki kasam tumse pyar ho gaya
Ho gaya, ho gaya
Watch Video