Lyric4U
Mora Piya (Male)

Raajneeti

Watch Video
Lyrics
Piya haai ... piya
Mora ... mora piya ... mora piya
Piya mora ... mora piya
Maanat nahin more piya
Mora piya
Mora piya moh se bolat nahin
Mora piya moh se bolat nahin
Dwaar jiya ke
Oh dwaar jiya ke kholat nahin
Mora piya moh se bolat nahin
Mora piya moh se bolat nahin
Darpan dekhun, roop nihaarun
O darpan dekhun, roop nihaarun
Aur solah shringar karun
Phir nazariya baitha bairi
Kaise akhiyan chaar karun
Koi jatan ab
Koi jatan ab kaam na aave
Us kach sohat nahin
Mora piya moh se bolat nahin
Mora piya moh se bolat nahin
Humri ek muskaan pe woh toh
Haan humri ek muskaan pe woh toh
Apni jaan lutata tha
Jag bisrake aathon pehariya
More hi ghun gaata tha
Bhaa gayi ka
O bhaa gayi ka koi sautan oh ke
Mora kach bhawat nahin
Mora piya moh se bolat nahin
Mora piya moh se bolat nahin
Dwaar jiya ke
Oh dwaar jiya ke kholat nahin
Mora piya moh se bolat nahin
Mora piya moh se bolat nahin
Mora piya moh se bolat nahin
Mora piya moh se bolat nahin
Mora piya moh se bolat nahin
Watch Video