Lyric4U
Mohabbat Ki Nahin Jaati

Hero No. 1

Watch Video
Lyrics
Mohabbat ki nahin jaati
Mohabbat ho jaati hai mere yaar, o mere yaar
Mohabbat ki nahin jaati
Mohabbat ho jaati hai, mere yaar, o mere yaar
Suna hai maine, suna hai tune
Yehi kehte hai zamane wale
Shararat ki nahin jaati
Shararat ho jaati hai mere yaar, o mere yaar
Shararat ki nahin jaati
Shararat ho jaati hai mere yaar, o mere yaar
Suna hai maine, suna hai tune
Yehi kehte hai zamane wale
Mohabbat ki nahin jaati
Mohabbat ho jaati hai mere yaar, o mere yaar
Shararat ki nahin jaati
Shararat ho jaati hai mere yaar, o mere yaar
Kabhi zor dil pe toh chalta nahin
Koi jaanke na deewana bane
Kabhi zor dil pe toh chalta nahin
Koi jaanke na deewana bane
Mohabbat ka toofan rukta nahin
Bhale lakh dushman zamana bane
Bhale lakh dushman zamana bane
Bhagawat ki nahin jaati
Bhagawat ho jaati hai mere yaar, o mere yaar
Shararat ki nahin jaati
Shararat ho jaati hai mere yaar, o mere yaar
Suna hai maine, suna hai tune
Yehi kehte hai zamane wale
Mohabbat ki nahin jaati
Mohabbat ho jaati hai mere yaar, o mere yaar
Mujhe neend aayi nahin raat bhar
Main bistar pe karvat badalti rahi
Mujhe neend aayi nahin raat bhar
Main bistar pe karvat badalti rahi
Tere khwaab mujhko jagate rahe
Meri har tamanna machalti rahi
Meri har tamanna machalti rahi
Yeh haalat ki nahin jaati
Yeh haalat ho jaati hai mere yaar, o mere yaar