Lyric4U
Mohabbat Ki Hai Tumhare Liye

Sadak

Watch Video
Lyrics
Mohabbat ki hai tumhare liye
Mohabbat ki hai tumhare liye
Jaan bhi doonga tumhare liye
Jaan bhi doonga tumhare liye
Baghavat ki hai tumhare liye
Baghavat ki hai tumhare liye
Jaan bhi doongi tumhare liye
Jaan bhi doongi tumhare liye
Mohabbat ki hai tumhare liye
Mohabbat ki hai tumhare liye
Khushiyon ki dafli bajate rahenge
Khushiyon ki dafli bajate rahenge
Saari umar yoon hi gaate rahenge
Saari umar yoon hi gaate rahenge
Saanson ki sargam yahi gungunaye
Saanson ki sargam yahi gungunaye
Tujhko kabhi na koi gham sataye
Ibaadat ki hai tumhare liye
Ibaadat ki hai tumhare liye
Jaan bhi doongi tumhare liye
Jaan bhi doongi tumhare liye
Mohabbat ki hai tumhare liye
Mohabbat ki hai tumhare liye
Kashti hoon main tu hai mera kinara
Kashti hoon main tu hai mera kinara
Mujhko toh hai sirf tera sahara
Mujhko toh hai sirf tera sahara
Main chandrama, tu meri roshni hai
Main chandrama, tu meri roshni hai
Mere liye jaaneman tu bani hai
Hifasat ki hai tumhare liye
Hifasat ki hai tumhare liye
Jaan bhi doonga tumhare liye
Jaan bhi doonga tumhare liye
Mohabbat ki hai tumhare liye
Mohabbat ki hai tumhare liye
Mujhko pata hai na tujhko khabar hai
Mujhko pata hai na tujhko khabar hai
Humko toh har pal zamaane ka dar hai
Humko toh har pal zamaane ka dar hai
Hum woh karenge humein joh hai karna
Hum woh karenge humein joh hai karna
Humko zamaane ki koi fikar na
Adavat ki hai tumhare liye
Adavat ki hai tumhare liye
Jaan bhi doonga tumhare liye
Jaan bhi doonga tumhare liye
Baghavat ki hai tumhare liye
Baghavat ki hai tumhare liye
Jaan bhi doongi tumhare liye
Jaan bhi doongi tumhare liye
Mohabbat ki hai tumhare liye
Baghavat ki hai tumhare liye
Hifasat ki hai tumhare liye
Ibaadat ki hai tumhare liye
Watch Video