Mitwa
Kabhi Alvida Naa Kehna
Lyrics
Love will find a way
Jaaniye heeriye
Love will find a way
Jaaniye heeriye
Mere mann yeh bata de tu
Kis aur chala hai tu
Kya paya nahi tune
Kya dhoondh raha hai tu
Joh hai ankahee
Joh hai ansuni
Woh baat kya hai bata
Mitwa kahe dhadkane tujh se kya
Mitwa yeh khud se toh na tu chupa
Love will find a way
Jaaniye heeriye
Oh ... mere mann yeh bata de tu
Kis aur chala hai tu
Kya paya nahi tune
Kya dhoondh raha hai tu
Joh hai ankahee
Joh hai ansuni
Woh baat kya hai bata
Mitwa kahe dhadkane tujh se kya
Mitwa yeh khud se toh na tu chupa
(Sargam)
Jeevan dagar mein
Prem nagar mein
Jeevan dagar mein
Prem nagar mein
Aaya nazar mein jab se koi hain
Tu sochta hain
Tu poochta hain
Jiski kami thi kya yeh wohi hain
Haan yeh wohi hain
Haan yeh wohi hain
Tu ek pyasa aur yeh nadi hain
Kaahe nahi isko tu khul ke bataye
Joh hai ankahee
Joh hai ansuni
Woh baat kya hai bata
Mitwa kahe dhadkane tujh se kya
Mitwa yeh khud se toh na tu chupa
Oh ... teri nigaahen
Paa gayi raahen
Par tu yeh soche jaun na jaun
Yeh zindagi joh hai naachti toh
Kyun bediyon mein hain tere paon
Preet ki dhun par naach le pagal
Udhta agar hai udhne de aanchal
Kahe koi apne ko aaise tarsaaye
Joh hai ankahee
Joh hai ansuni
Woh baat kya hai bata
Mitwa kahe dhadkane tujh se kya
Mitwa yeh khud se toh na tu chupa
Mere mann yeh bata de tu
Kis aur chala hai tu
Kya paya nahi tune
Kya dhoondh raha hai tu
Love will find a way
Jaaniye heeriye
Love will find a way
Jaaniye heeriye
Mitwa mitwa mitwa
Love will find a way
Watch Video