Lyric4U
Meri Zindagi Mein Ajnabee

Ajnabee

Watch Video
Lyrics
Na chand ka, na taaron ka
Na phoolon ka, na bahaaron ka
Na nazaron ka, na isharon ka
Na apno ka, na begaano ka
Meri zindagi mein ajnabee ka intezar hai
Main kya karoon ajnabee se mujhe pyar hai
Woh ajnabee jaana pehchana
Sapno mein uska hai aana jaana
Aa ajnabee tere liye dil yeh mera bekaraar hai

Khushbuon ki gali mein in hawaon mein dekha
Maine chehra uska dilkash fizaon mein dekha
O bekhayal karta hai, woh bada deewana hai
In labon ka pyaasa hai, dil ka aashiqana hai
Bekhayal karta hai, woh bada deewana hai
In labon ka pyaasa hai, dil ka aashiqana hai
Woh ajnabee jaana pehchana
Sapno mein uska hai aana jaana
Aa ajnabee tere liye dil yeh mera bekaraar hai
Meri zindagi mein ajnabee ka intezar hai
Main kya karoon ajnabee se mujhe pyar hai
Ab toh uske liye hi raat bhar jaagti hoon
Aaye gadiyan milan ki yeh dua maangti hoon
O jaaneman mohabbat mein faasla zaroori hai
Dhadkane yeh kehti hai chaar din ki doori hai
Jaaneman mohabbat mein faasla zaroori hai