Lyric4U
Meri Duniya Mein

Tum Bin

Watch Video
Lyrics
Ishq ka dard hai, dard hai ishq ka
Ishq ka dard hai, dard hai ishq ka
Ishq ka dard hai, dard hai ishq ka
Ishq ka dard hai, dard hai ishq ka
Meri duniya mein aake
Mat jaa, mat jaa, kahin mat jaa
Meri duniya mein aake
Mat jaa, mat jaa, kahin mat jaa
Meri duniya mein aake
Mat jaa, mat jaa, mat jaa
Meri duniya mein aake
Mat jaa, mat jaa, kahin mat jaa
Kya maine pa liya hai
Kya maine kho diya hai
Shayad yeh soch kar hi
Dil aaj ro diya hai
Tu hi toh tha mera apna
Kaise phir yeh toota sapna
Tu joh milke kho jayega
Jeena mushkil ho jayega
Meri duniya mein aake
Mat jaa, mat jaa, kahin mat jaa
Ishq ka dard hai, dard hai ishq ka
Ishq ka dard hai, dard hai ishq ka
Ishq ka dard hai, dard hai ishq ka
Ishq ka dard hai, dard hai ishq ka
Yeh ishq ki hai raahein
Main jin pe chal raha hoon
Is aag mein na jaane
Kab se main jal raha hoon
Main toh hoon tera deewana
Tune mujhko na pehchana
Dilbar mere aaisa na kar
Chahat mein tu ruswa na kar
Meri duniya mein aake
Mat jaa, mat jaa, kahin mat jaa
Meri duniya mein aake
Mat jaa, mat jaa, mat jaa
Meri duniya mein aake
Mat jaa, mat jaa, kahin mat jaa
Meri duniya mein aake
Mat jaa, mat jaa, kahin mat jaa
Ishq ka dard hai, dard hai ishq ka
Ishq ka dard hai, dard hai ishq ka
Ishq ka dard hai, dard hai ishq ka
Ishq ka dard hai, dard hai ishq ka
Ishq ka dard hai, dard hai ishq ka
Ishq ka dard hai, dard hai ishq ka
Ishq ka dard hai, dard hai ishq ka
Watch Video