Lyric4U
Meri Duniya Hai (Male)

Vaastav

Watch Video
Lyrics
Meri duniya hai tujh mein kahin
Tere bin main kya kuch bhi nahin
Meri jaan mein teri jaan hai, o saathi mere
Meri duniya hai tujh mein kahin
Tere bin main kya kuch bhi nahin
Meri jaan mein teri jaan hai, o saathi mere
Meri duniya hai tujh mein kahin
Tere bin main kya kuch bhi nahin
Palkon mein tere roop ka sapna saja diya
Pehli nazar mein hi tujhe apna bana liya
Hai yehi aarzu
Har ghadi baithi raho mere saamne
Meri duniya hai tujh mein kahin
Tere bin main kya kuch bhi nahin
Aankhon ke raaste mere dil mein utar gayi
Saanson mein tere jism ki khushboo bikhar gayi
Har jagah, raat din
Pyar se main jaaneman tera naam loon
Meri duniya hai tujh mein kahin
Tere bin main kya kuch bhi nahin
Meri jaan mein teri jaan hai, o saathi mere
Meri duniya hai tujh mein kahin
Tere bin main kya kuch bhi nahin
Watch Video