Meri Duniya Hai (Duet)
Vaastav
Lyrics
Meri duniya hai tujh mein kahin
Tere bin main kya kuch bhi nahin
Meri jaan mein teri jaan hai, o saathi mere
Meri duniya hai tujh mein kahin
Tere bin main kya kuch bhi nahin
Meri jaan mein teri jaan hai, o saathi mere
Meri duniya hai tujh mein kahin
Tere bin main kya kuch bhi nahin
Palkon mein tere roop ka sapna saja diya
Pehli nazar mein hi tujhe apna bana liya
Hai yehi aarzu
Har ghadi baithi raho mere saamne
Meri duniya hai tujh mein kahin
Tere bin main kya kuch bhi nahin
Aisa laga mere sanam, hum joh yahan mile
Sehra mein jaise shabnami chahat ke gul khile
Yeh zameen aasmaan
Keh rahe hum toh kabhi na honge judaa
Meri duniya hai tujh mein kahin
Tere bin main kya kuch bhi nahin
Meri jaan mein teri jaan hai, o saathi mere
Meri duniya hai tujh mein kahin
Tere bin main kya kuch bhi nahin
Watch Video