Lyric4U
Mere Watan Mein

Khuda Gawah

Watch Video
Lyrics
Mere watan mein maine suni hai
Mere watan mein maine suni hai
Tere watan ki kahaniyan
Tujh mein hai woh sab nishaaniyan
O dilbar jaaniyan
Is aashiqui mein maine suni hai
Is aashiqui mein maine suni hai
Logon se jitni kahaniyan
Tujh mein hain woh sab nishaaniyan
O dilbar jaaniyan
Na tha gumaan tak aise achanak
Na tha gumaan tak aise achanak
In parvaton ki in ghaatiyon mein
Milna tha humko in vaadiyon mein
(Sargam)
Dekho kahan se jaane kahan par
Dekho kahan se jaane kahan par
Le aayi humko jawaaniyan
Tujh mein hai woh sab nishaaniyan
Sab nishaaniyan
O dilbar jaaniyan
O dilbar jaaniyan
Baaton mein khushboo, aankhon mein jaadu
Meri pasand ka mehboob hai tu, mehboob hai tu
Meri pasand ki mehboob hai tu
Meri pasand se bhi khoob hai tu
(Sargam)
Ek doosre pe marne ko rab ne
Ek doosre pe marne ko rab ne
Di hai humein zindganiyan
Tujh mein hain woh sab nishaaniyan
Sab nishaaniyan
O dilbar jaaniyan
O dilbar jaaniyan
(Sargam)
Aankhon mein jhanko tasveer dekho
Aankhon mein jhanko tasveer dekho
Mere badan mein jitna lahu hai
Har boond ke andar bas tu hi tu hai, tu hi tu hai
(Sargam)
Jeena hamara mushkil na kar de
Jeena hamara mushkil na kar de
Yeh pyar ki meharbaaniyan
Tujh mein hain woh sab nishaaniyan
Sab nishaaniyan
Mere watan mein maine suni hai
Tere watan ki kahaniyan
Is aashiqui ki maine suni hai
Logon se jitni kahaniyan
Tujh mein hai woh sab nishaaniyan
Sab nishaaniyan
O dilbar jaaniyan
O dilbar jaaniyan
Watch Video