Mere Rashke Qamar
Baadshaho
Lyrics
Aise lehrake tu rubaru aa gayi
Aise lehrake tu rubaru aa gayi
Dhadkane betahasha tadapne lagi
Dhadkane betahasha tadapne lagi
Teer aisa laga, dard aisa jaga
Teer aisa laga, dard aisa jaga
Chot dil pe woh khayi maza aa gaya
Mere rashke qamar
Mere rashke qamar tune pehli nazar
Jab nazar se milayi maza aa gaya
Josh hi josh mein, meri aagosh mein
Aake tu joh samayi maza aa gaya
Mere rashke qamar tune pehli nazar
Jab nazar se milayi maza aa gaya
Jab nazar se milayi maza aa gaya
Ret hi ret thi mere dil mein bhari
Ret hi ret thi mere dil mein bhari
Pyaas hi pyaas thi zindagi yeh meri
Pyaas hi pyaas thi zindagi yeh meri
Aaj sehraon mein, ishq ke gaanv mein
Aaj sehraon mein, ishq ke gaanv mein
Barishein ghirke aayi maza aa gaya
Mere rashke qamar
Mere rashke qamar tune pehli nazar
Jab nazar se milayi maza aa gaya
Ranjha ho gaye, hum fanaa ho gaye
Aise tu muskurayi maza aa gaya
Mere rashke qamar tune pehli nazar
Jab nazar se milayi maza aa gaya
Jab nazar se milayi maza aa gaya
Barq si gir gayi, kaam hi kar gayi
Barq si gir gayi, kaam hi kar gayi
Aag aisi lagayi maza aa gaya
Watch Video