Lyric4U
Mere Maula

Khakee

Watch Video
Lyrics
Maula maula mere maula maula
Mere maula maula mere maula maula ho karam
Maula maula mere maula maula
Mere maula karam ho karam
Mere maula karam ho karam
Mere maula karam ho karam
Mere maula karam ho karam
Tumse fariyad karte hai hum
Tumse fariyad karte hai hum
Mere maula karam ho karam
Mere maula karam ho karam
Mere maula karam ho karam
Yeh zameen aur yeh aasmaan
Tere kabze mein hai do jahaan
Sab pe tu hi toh hai meharban
Hum tere dar se jaye kahan
Tu hi sunta hai sabki sada
Tu hi rakhta hai sabka karam
Mere maula karam ho karam
Mere maula karam ho karam
Karam ki jiye maula
Karam ki jiye maula
Karam ki jiye maula
Karam ki jiye maula
Bekason ko sahara mile
Doobton ko kinara mile
Sar se toofan pal mein tale
Joh tera ek ishara mile
Tu kare joh meharbaniyan
Door ho jaye har ek gham
Mere maula karam ho karam
Mere maula karam ho karam
Mere maula karam ho karam
Mere maula karam ho karam
Jaye toh kahan jaye tere dar ke sivah maula
Taskeen kahan paye tere dar ke sivah maula
Is duniya pe tere karam ka saaya maula
Daaman kahan phailaun tere dar ke sivah maula
Maula ... maula ... maula
Mere maula karam ho karam
Mere maula karam ho karam
Watch Video