Lyric4U
Mere Baap Ki Beti

Chal Mere Bhai

Watch Video
Lyrics
Aye neeli chhatri wale
Agar tu hai toh meri fariyaad sun
Is duniya mein kayi ladkiyan hai
Ek toh, arre ek toh mere liye chun
Mere baap ki beti meko bhai bolti
Mere baap ki biwi meko beta bolti
Mere baap ki beti meko bhai bolti
Mere baap ki biwi meko beta bolti
Meri maa ka bhai meko bhanja bolta
Mere bhai ki beti meko chacha bolti
Uparwale tune mujhko sab kuch diya
Ab dede husband kehne wali sundar biwi
Mere baap ki beti meko bhai bolti
Mere baap ki biwi meko beta bolti
Meri maa ka bhai meko bhanja bolta
Mere bhai ki beti meko chacha bolti
Husband kehne wali mil jaaye toh acha hoga
Mujhko daddy kehne wala usko bacha hoga
Bache ki hogi shaadi, usko bhi ek bacha hoga
Bahu kahegi sasura, bacha kahega mujhko dada
Mujhko rakha kanwara kyun
Maine kya ki hai galti
Mere baap ki beti meko bhai bolti
Mere baap ki biwi meko beta bolti
Mere baap ki beti meko bhai bolti
Mere baap ki biwi meko beta bolti
Meri maa ka bhai meko bhanja bolta
Mere bhai ki beti meko chacha bolti
Uparwale tune mujhko sab kuch diya
Ab dede husband kehne wali sundar biwi
Mere baap ki beti meko bhai bolti
Mere baap ki biwi meko beta bolti
Meri maa ka bhai meko bhanja bolta
Mere bhai ki beti meko chacha bolti
Fair and lovely dede mujhko beauty ugly dede
Joh bhi ladki deni hai mujhko tu jaldi dede
Tere bharose kahin yeh meri umar na beeti jaaye
Main boodha ho jaaun mere haath mein laathi aaye
Tujhko kehta hoon kyun ki
Teri duniya mein chalti
Mere baap ki beti meko bhai bolti
Mere baap ki biwi meko beta bolti
Mere baap ki beti meko bhai bolti
Mere baap ki biwi meko beta bolti
Meri maa ka bhai meko bhanja bolta
Mere bhai ki beti meko chacha bolti
Uparwale tune mujhko sab kuch diya
Ab dede devar kehne wali sundar bhabhi
Mere baap ki beti meko bhai bolti
Mere baap ki biwi meko beta bolti
Meri maa ka bhai meko bhanja bolta
Mere bhai ki beti meko chacha bolti
Watch Video