Lyric4U
Mera Jeevan Kora Kagaz

Kora Kagaz

Watch Video
Lyrics
Mera jeevan kora kagaz, kora hi reh gaya
Mera jeevan kora kagaz, kora hi reh gaya
Joh likha tha
Joh likha tha aansuon ke sang beh gaya
Mera jeevan
Mera jeevan kora kagaz, kora hi reh gaya
Ik hawa ka jhonka aaya
Ik hawa ka jhonka aaya
Toota daali se phool
Toota daali se phool
Na pavan ki, na chaman ki
Kiski hai yeh bhool
Kiski hai yeh bhool
Kho gayi
Kho gayi khushboo hawa mein kuch na reh gaya
Mera jeevan
Mera jeevan kora kagaz, kora hi reh gaya
Udte panchi ka thikana
Udte panchi ka thikana
Mera na koi jahaan
Mera na koi jahaan
Na dagar hai, na khabar hai
Jaana hai mujhko kahan
Jaana hai mujhko kahan
Ban ke sapna
Ban ke sapna humsafar ka saath reh gaya
Mera jeevan
Mera jeevan kora kagaz, kora hi reh gaya
Kora hi reh gaya
Watch Video