Mera Dil Deewana
Taqdeerwala
Lyrics
Mera dil deewana kabse bekarar tha
Jaan-e-jana sirf tera intezar tha
Mera dil deewana kabse bekarar tha
Jaan-e-jana sirf tera intezar tha
Jhoomta samma, pyar hai jawan
Ab humein yahan hosh hai kahan
Nazar idhar udhar jidhar jaaye
Nazar udhar udhar yaar aaye
Mera dil deewana kabse bekarar tha
Jaan-e-jana sirf tera intezar tha
Mera dil deewana kabse bekarar tha
Jaan-e-jana sirf tera intezar tha
Jhoomta samma, pyar hai jawan
Ab humein yahan hosh hai kahan
Nazar idhar udhar jidhar jaaye
Nazar udhar udhar yaar aaye
Kya bataun kaisi pyaas thi
Mujhe toh har ghadi teri talash thi
Kya bataun kaisa haal tha
Mujhe bhi har ghadi tera khayal tha
Tu mujhe mili zindagi khili
Dard mein karar aa gaya
Dekh toh zara mere dilruba
Pyar ka khumaar chha gaya
Jaan main toh kab se tujhpe jaan nisaar tha
Jaan-e-jana sirf tera intezar tha
Jaan main toh kab se tujhpe jaan nisaar tha
Jaan-e-jana sirf tera intezar tha
Jhoomta samma, pyar hai jawan
Ab humein yahan hosh hai kahan
Nazar idhar udhar jidhar jaaye
Nazar udhar udhar yaar aaye
Jaa deewane tu hai bekhabar
Mujhe toh lag raha hai aashiqui se dar
Aa deewani aa zara idhar
Nazar se choom loon main teri yeh nazar
Chhod de mujhe hai kasam tujhe
Yoon na bekhudi se kaam le
Mere humnawa waqt hai jawan
Mujhko in labon se jaam de
Teri is wafa pe mujhko aitbaar tha
Jaan-e-jana sirf tera intezar tha
Teri is wafa pe mujhko aitbaar tha
Jaan-e-jana sirf tera intezar tha
Jhoomta samma, pyar hai jawan
Ab humein yahan hosh hai kahan
Nazar idhar udhar jidhar jaaye
Nazar udhar udhar yaar aaye
Nazar idhar udhar jidhar jaaye
Nazar udhar udhar yaar aaye
Watch Video