Lyric4U
Mehrama

Love Aaj Kal (2020)

Watch Video
Lyrics
Chahiye kisi saaye mein jagah chaha bahut baar hai
Na kahin kabhi mera dil laga, kaisa samajhdaar hai
Main na pahuchun kyun wahan pe jaana chahun main jahan
Main kahan kho gaya
Aisa kya ho gaya
O mehrama, kya mila yoon juda hoke bata
O mehrama, kya mila yoon juda hoke bata
Na khabar apni rahi
Na khabar apni rahi, na raha tera pata
O mehrama, kya mila yoon juda hoke bata
Joh shor ka hissa huyi woh aawaaz hoon
Logon mein hoon par tanha hoon main
Haan tanha hoon main
Duniya mujhe mujhse juda hi karti rahe
Bolon magar na baatein karun
Yeh kya hoon main
Sab hai lekin main nahi hoon
Woh joh thoda tha kami woh hawa ho gaya
Kyun khafa ho gaya
O mehrama, kya mila yoon juda hoke bata
O mehrama, kya mila yoon juda hoke bata
Na khabar apni rahi
Na khabar apni rahi, na raha tera pata
O mehrama, kya mila yoon juda hoke bata
Watch Video