Lyric4U
Mehfil Mein Baar Baar

Soldier

Watch Video
Lyrics
La la la la la ... la la la la la
Hey hey hey ... hey hey hey ... aa ha
Mehfil mein baar baar unpe nazar gayi
Hey mehfil mein baar baar unpe nazar gayi
Humne bachayi lakh, phir bhi udhar gayi
Main kya karoon, dil kya kare, main kya karoon
Mehfil mein baar baar unpe nazar gayi
Haan mehfil mein baar baar unpe nazar gayi
Humne bachayi lakh, phir bhi udhar gayi
Main kya karoon, dil kya kare, main kya karoon
Hey hey hey ... hey hey hey ... aa ha
Yeh mausam aaya hai dilbar kitne saal mein
Mera dil khoya hai tere hi khayaal mein
Na toh mera dosh hai, na tera kusoor hai
Mujhpe joh chaaya hai tera yeh suroor hai
Aa ha ... la la la ... hmm hmm hmm
Aayi tu saamne, dhadkan thehar gayi
Hey aayi tu saamne, dhadkan thehar gayi
Humne bachayi lakh, phir bhi udhar gayi
Main kya karoon, dil kya kare, main kya karoon
Soldier soldier, meethi baatein bolkar
Dil tu chura le gaya
Soldier soldier, meethi baatein bolkar
Dil tera uda le gaya
Tanhai kehti hai, kuch bhi na kehna hai
Baahon mein sona hai, palkon mein rehna hai
Saanson ko baandha hai saanson ki dor se
Tode na tootegi duniya ke zor se
La la ... la la la ... la la la
Daaman mein tootke main toh bikhar gayi
Haan daaman mein tootke main toh bikhar gayi
Humne bachayi lakh, phir bhi udhar gayi
Main kya karoon, dil kya kare, main kya karoon
Mehfil mein baar baar unpe nazar gayi
Hey mehfil mein baar baar unpe nazar gayi
Humne bachayi lakh, phir bhi udhar gayi
Main kya karoon, dil kya kare, main kya karoon
Watch Video