Mausam Ke Sargam Ko Sun
Khamoshi: The Musical
Lyrics
Mausam ke sargam ko sun kya gaa raha hai samaa

Tu bhi gaa tere sang gaaye sara jahaan
Gaaye ja, gaaye ja, gaaye ja

Har sur pe dil yoon dhadke
Ke saanson mein agan bhadke sunkar yeh sada

Aise aaj do khamoshi bol uthe
Palkein bheeg jaaye jal barse bina ghata
Gaaye ja, gaaye ja, gaaye ja
Mausam ke sargam ko sun kya gaa raha hai samaa
Mausam ke sargam ko sun kya gaa raha hai samaa
Tu bhi gaa tere sang gaaye sara jahaan
Gaaye ja, gaaye ja, gaaye ja
Phir ek din le jayega
Ghunghta tera uthayega koi rajkumar
Phir ek din le jayega
Ghunghta tera uthayega koi rajkumar
Phir yeh roop rang ban jayega chaman
Hoga ang ang ek masti bhari bahaar
Gaaye ja, gaaye ja, gaaye ja
Mausam ke sargam ko sun kya gaa raha hai samaa
Mausam ke sargam ko sun kya gaa raha hai samaa
Tu bhi gaa tere sang gaaye sara jahaan
Gaaye ja, gaaye ja, gaaye ja, gaaye ja, gaaye ja
Watch Video