Lyric4U
Mausam Hai Mastana

Waqt Hamara Hai

Watch Video
Lyrics
Mausam hai, mausam hai, mastana, mastana
Dil bhi hai, dil bhi hai, deewana, deewana

Jaaneman jaanejaan paas aane do
Aashiqui ka nasha zara chhane do

Deewane ko aise na satao
Jaanejana yoon na muskurao
Deewane ko aise na satao
Jaanejana yoon na muskurao
Aao tumko aankhon mein basa loon
Aao tumko seene se laga loon
Tumne chain mera le liya hai
Meri jaan, meri jaan
Mausam hai, mausam hai, mastana, mastana
Dil bhi hai, dil bhi hai, deewana, deewana
Mausam hai, mausam hai, mastana, mastana
Dil bhi hai, dil bhi hai, deewana, deewana
Tum ho mere khwaabon ki kahani
Maine tumko de di zindagani
Tum ho mere khwaabon ki kahani
Maine tumko de di zindagani
Main saudai aashiq hoon tumhara
De do mujhko baahon ka sahara
Tumne kaisa jaadu yeh kiya hai
Rehnuma, rehnuma