Lyric4U
Matargashti

Tamasha (2015)

Watch Video
Lyrics
Na na ... na na na
Matargashti khuli sadak mein
Tagdi tadak bhadak mein
Oley gire sulagte se sulagte se sadak mein
Chhatri na thi bagal mein
Aaya hi na akal mein
Ke bhaage hum ya bheege hum akad mein
Toh socha phir
Geela hua hai joh sukhana ... ho ho ho
Chahe zanana ya mardana ... ho ho ho ho
Attention!
Phenka naya paansa
Phir de gayi jhansa
Ayvein mujhe phaansa
Teri aaisi ki ho taisi zindagi
Phenka naya paansa
Phir de gayi jhansa
Ayvein mujhe phaansa
Chirkut zindagi ... you know!
Na na ... na na na
Tang tang tang ... tyaun tyaun
Tang tang tang ... tyaun tyaun
Tu hi hai woh
Jisse khela tha main kho-kho
Khela kho-kho
Tu hai Laila, Shirin, Sohni, Juliet
Sun lo
Mujhko dhoondo na jungle mele mein
WhatsApp pe hoon ... ha ha ha
Na tera na mera zamana ... ho ho ho
Na ye zanana na mardana ... ho ho ho ho
Pakad paana
Phenka naya paansa
Phir de gayi jhansa
Ayvein mujhe phaansa
Chirkut zindagi ... you aaow!
Tu hi hai woh
Jisne khenchi meri dhoti
Dhoti khenchi
Ab tu dhoonde kahan bande
Na main Kaaba, Kaashi
Main Twitter pe hoon
DP meri dekho ... hoo hoo hoo
Sun re sun beliya
Dil ne dhokha diya
Aankhen mili tumse naazneen
Mere hosh-o-hawaas kho gaye
Ho ... dil ne ro ro kaha
Yeh aankhen hai dil ki zubaan
Khwaab roz roz dekhe naye
Ho ... dil ka bhanwar bole sun saathiya
Chup na dupatte mein tu o'chhaliya
Prem pujari ke
Dil ka bayan hota raha
Rota raha priye
Toh phir
Tang tang tang ... tyaun tyaun
Tang tang tang ... tyaun tyaun
Matargashti khuli sadak mein
Tagdi tadak bhadak mein
Oley gire sulagte se sulagte se sadak mein
Chhatri na thi bagal mein
Aaya hi na akal mein
Ke bhaage hum ya bheege hum akad mein
Toh socha phir
Geela hua hai joh sukhana ... ho ho ho
Chahe zanana ya mardana ... ho ho ho ho
Attention!
Phenka naya paansa
Phir de gayi jhansa
Ayvein mujhe phaansa
Teri aaisi ki ho taisi zindagi
Phenka naya paansa
Phir de gayi jhansa
Ayvein mujhe phaansa
Chirkut zindagi ... you know!
Watch Video