Lyric4U
Mastam Mastam

Yuvvraaj

Watch Video
Lyrics
Mast mast dar mastam
Dar rind vind dar mastam
Aast hast gar mastam dar mastam
Mast mast dar mastam
Dar rind vind dar mastam
Aast hast gar mastam dar mastam
Aaye ji baanke aaye hastam mastam
O danke bajate aaye rustam shustam
Bheje mein bhochal hai
Pairon mein paatal hai
Dil ka ahwal leke aaye
Billi ki khaal hai
Cheete ki chaal hai
Dham dham dhamaal leke aaye
O rustam aaya
O chustam aaya
Sau surangon se main chup chupke
Yoon lene aaya
Mast mast dar mastam
Dar rind vind dar mastam
Aast hast gar mastam dar mastam
Badhega mamla badhega
Kachari lagegi
Muqadma chalega
Shani jab talega
Toh dushman jalega
Kabhi toh door hogi dooriyan dil ki
Mohabbat toh jahan dhuaan wuaan uthe
Wahin hoti hai
Jahan agan lagan wagan lage
Wahin hoti hai
Mast mast dar mastam
Dar rind vind dar mastam
Aast hast gar mastam dar mastam
Barson kahani
Likh ke zubani
O kahega zamana
O sunega zamana
Aaye ji baanke aaye hastam mastam
O danke bajate aaye rustam shustam
Koi toh raaz hai
Woh sunte hai naraaz hai
Unko awaaz dene aaye
Duniya mein naam hai
Par logon mein badnaam hai
Shaadi ka paigham dene aaye
Aaye ji baanke aaye hastam mastam
O danke bajate aaye rustam shustam
Aaye ji baanke aaye hastam mastam
O danke bajate aaye rustam shustam
Dur dur rustam shustam raftam raftam
Dur, dur, dur
Kategi yeh jodi kategi
Kasam pe dar kasam
Yeh kundli hategi
Ab tu marega
Hum kuch bhi karega
Kabhi toh door hogi dooriyan dil ki
Mohabbat toh jahan dhuaan wuaan uthe
Wahin hoti hai
Jahan agan lagan wagan lage
Wahin hoti hai
Aaye ji baanke aaye hastam mastam
O danke bajate aaye rustam shustam
Bheje mein bhochal hai
Pairon mein paatal hai
Dil ka ahwal leke aaye
Billi ki khaal hai
Cheete ki chaal hai
Dham dham dhamaal leke aaye
Watch Video