Lyric4U
Masha-Allah

Saawariya

Watch Video
Lyrics
Allah ... Allah
Gum sum chandni ho, naazni ho, ya koi hoor ho
Dil nashin ho, dil kashin ho ya jannat ka noor ho
Masha-allah, masha-allah, masha-allah
Gum sum chandni ho, naazni ho, ya koi hoor ho
Dil nashin ho, dil kashin ho ya jannat ka noor ho
Masha-allah, masha-allah, masha-allah
Tum sabah ho ya ghata ho
Kehkasha ho sahiban ho
Subah ki pehli kiran ke jaisi
Bebaak alhad pavan ke jaisi
Khushbuyein tum lutati ho masti mein choor choor
Masha-allah, masha-allah, masha-allah
Tum haya ho, tum ridha ho
Tum wafa ho, tum nasha ho
Khamosh nazarein sadaon jaisi
Tumhare baatein duaon jaisi
Har nafas mein tum samayi ho phir bhi ho itni door
Masha-allah, masha-allah, masha-allah
Gum sum chandni ho, naazni ho, ya koi hoor ho
Dil nashin ho, dil kashin ho ya jannat ka noor ho
Masha-allah, masha-allah, masha-allah
Watch Video