Lyric4U
Marjaana

Baaghi 4

Watch Video
Lyrics
Marjaana marjanaa main yaar je tu menu nahi mileya
Chhadna nahi chhadna nahi tera rasta teri galiyan
O marjaana marjaana main yaar je tu menu nahi mileya
Chhadna nahi chhadna nahi tera rasta teri galiyan
Ho tanha tanha kaise rahunga
Sach kehta hoon mar jaunga
Jeete jee tenu bhool nahi sakda
Mar bhi gaya toh yaad aaunga
Haaye labna nahi labna nahi menu yaar koi bhi nahi labna
Chhadna nahi chhadna nahi tera rasta teri galiyan
Haaye marjaana marjaana main yaar je tu menu nahi mileya
Tu hi hai thikana mera, jeene ka bahana mera
Tere liye ishq mera mar nahi sakta hai
Tu hi meri manzil, tu hi mera rasta hai
Mujh mein main sach kahun bas tu hi basta hai
Tu hi hai thikana mera, jeene ka bahana mera
Tere liye ishq mera mar nahi sakta hai
Tu hi meri manzil, tu hi mera rasta hai
Mujh mein main sach kahun bas tu hi basta hai
O tar jaana dubke ishq ka dariya menu tar jaana
O meri jind meri jaan leke
Menu gayi bichhoda deke
Saari saari rain jagave
Yaadon se teri yaad na jaave
O meri jind meri jaan leke
Menu gayi bichhoda deke
Saari saari rain jagave
Yaadon se teri yaad na jaave
Bhatkunga main banke ranjha dhoond ke heer tujhe lawanga
Je na tenu hasil kar paya toh main pagal ho jawanga
Ho nahi takna tenu chhad ke duja koi bhi nahi takna
Chhadna nahi chhadna nahi tera rasta teri galiyan
Haaye marjaana marjaana main yaar je tu menu nahi mileya
O tere liye dua karta dil
Mere sajdon mein tu shamil
Lang jawanga main har sarhad
Mere jeene da tu maqsad
O tere liye dua karta dil
Mere sajdon mein tu shamil
Lang jawanga main har sarhad
Mere jeene da tu maqsad
Mera chain sukoon sab le gayi
Hanju meri ankhiyan vich de gayi
Is dharti se falak mil jaave
Menu teri jhalak mil jaave
Ho nahi chakna ishq ilaava duja koi ras nahi chakna