Mard Tangewala
Mard
Lyrics
Jako raakhe saiyan
Maar sake na koi
Baal na baaka kar sakega
Joh jag bairi hoye
Mard tangewala main hoon mard tangewala
Mard tangewala main hoon mard tangewala
Mujhe dushman kya marega
Mera dost hai uparwala
Mard tangewala, o mard tangewala
Mujhe dushman kya marega
Mera dost hai uparwala
Patre ki hai motor car
Jaanwar si nahi wafadar
Patre ki hai motor car
Jaanwar si nahi wafadar
Ho khatam tel woh todh de dum
Marte dum tak chale yeh tam-tam
Arre kyun bhai Baadal, kyun bhai Moti
Main sach kehta hoon
Mard tangewala main hoon mard tangewala
Mujhe dushman kya marega
Mera dost hai uparwala
Mard tangewala main hoon mard tangewala
Mujhe dushman kya marega
Mera dost hai uparwala
Maa kyun pareshaan hai
Apni kismat pe hairaan hai
Maa kyun pareshaan hai
Apni kismat pe hairaan hai
Sukh toh do din ki bahaar
Nanak dukhiya sab sansar
Kyun bhai Baadal, kyun bhai Moti
Main sach kehta hoon
Mard tangewala main hoon mard tangewala
Mujhe dushman kya marega
Mera dost hai uparwala
Mard tangewala main hoon mard tangewala
Mujhe dushman kya marega
Mera dost hai uparwala
Jako raakhe saiyan
Maar sake na koi
Arre jako raakhe saiyan
Maar sake na koi
Arre baal na baaka kar sakega
Joh jag bairi hoye hoye hoye hoye
Jako raakhe saiyan
Maar sake na koi
Arre baal na baaka kar sakega
Joh jag bairi hoye hoye hoye hoye
Jako raakhe saiyan
Maar sake na koi hoye
Jako raakhe saiyan
Maar sake na koi
Watch Video