Lyric4U
Maine Tujhe Khat Likha

Mera Pati Sirf Mera Hai

Watch Video
Lyrics
Maine tujhe khat likha o sajna, maine tujhe khat likha
Maine tujhe khat likha o sajna, maine tujhe khat likha
Maine tera khat padha o sajni, maine tera khat padha
Likha hai kya zara mujhko batao na
Kaano mein bol doon baaho mein aao na
Na baba na baba na baba na na na na

Mujhko sharam aayi piya
Kaise main kahun likh toh diya
Dekhke yoon na palkein jhuka
Pehle nazar nazar se mila
Mujhko sharam aayi piya
Kaise main kahun likh toh diya
Dekhke yoon na palkein jhuka
Pehle nazar nazar se mila
Aise na saajna dil dhadka
Dil mein hai kya tere mujhko bata
Dil mein joh hai chupa khat mein woh hai likha, kaise doon main bata na na na na
Maine tera khat padha o sajni, maine tera khat padha
Maine tujhe khat likha o sajna, maine tujhe khat likha
(Sargam)
Khat mein mera naam likha
Phir dil ka payaam likha
Tauba meri chup rehna
Aage hai kya yeh mat kehna
Khat mein mera naam likha
Phir dil ka payaam likha
Tauba meri chup rehna
Aage hai kya yeh mat kehna
Aisi adao se dil na chura
Baatein dilon ki na sabko bata
Ae meri zindagi, khalo kasam abhi kehna na phir kabhi na na na na