Lyric4U
Maine Paidal Se Ja Raha Tha

Hero No. 1

Watch Video
Lyrics
Maine paidal se ja raha tha
Unhe cycle se aa rahi thi
Maine paidal se ja raha tha
Unhe cycle se aa rahi thi
Kiya tring-tring ka ishaara
Mujhe badnaam kiya na
Kiya tring-tring ka ishaara
Mujhe badnaam kiya na
Maine cycle se ja raha tha
Unhe tam-tam se aa rahi thi
Kiya tan-tan ka ishaara
Mujhe badnaam kiya na
Kiya tan-tan ka ishaara
Mujhe badnaam kiya na
Kya bolta re tu
Maine motor se ja rahi thi
Unhe auto se aa raha tha
Maine motor se ja rahi thi
Unhe auto se aa raha tha
Kiya po-po ka ishaara
Mujhe badnaam kiya na
Kiya po-po ka ishaara
Mujhe badnaam kiya na
Maine plane se ja rahi thi
Unhe motor se aa raha tha
Kiya pam-pam ka ishaara
Mujhe badnaam kiya na
Kiya pam-pam ka ishaara
Mujhe badnaam kiya na
Lo gaane degi yeh chhedkhani
Rusva hui sadkon pe jawani, meri jawani
Buddhu kare mujhse aana kaani
Kyun ne padhe is dil ke kahani, meri kahani
Maine galiyon se ja raha tha
Unhe khidki mein khadi thi, arre potti
Maine galiyon se ja raha tha
Unhe khidki mein khadi thi
Kiya seeti se ishaara
Mujhe badnaam kiya na
Kiya seeti se ishaara
Mujhe badnaam kiya na
Raste mein pakde galiyon mein roke
Peechu padha hai yeh haath dhoke, haan haath dhoke
Aashiq bana main deewana hoke
De na mohabbat mein mujhko dhoke, haan mujhko dhoke
Maine shopping ko ja rahi thi
Unhe saira se aa raha tha, sunte kya
Maine shopping ko ja rahi thi
Unhe saira se aa raha tha
Mera haathan ko joh pakda
Mujhe badnaam kiya na
Mera haathan ko joh pakda
Mujhe badnaam kiya na
Maine paidal se ja raha tha
Unhe cycle se aa rahi thi
Kya ri kidhar se aa raili
Maine paidal se ja raha tha
Unhe cycle se aa rahi thi
Kiya tring-tring ka ishaara
Mujhe badnaam kiya na
Kiya tring-tring ka ishaara
Mujhe badnaam kiya na
Maine motor se ja rahi thi
Unhe auto se aa raha tha
Maine motor se ja rahi thi
Unhe auto se aa raha tha
Kiya po-po ka ishaara
Mujhe badnaam kiya na
Kiya po-po ka ishaara
Mujhe badnaam kiya na
Arre potti, tumhe kya mere dil ko cheer ke makkhan lagake rakh diye
Arre ja re ja, ammyai yeh toh peechuich pad gaya re
Watch Video