Main Tumhara
Dil Bechara
Lyrics
Tum na huye mere toh kya
Tum na huye mere toh kya
Main tumhara main tumhara main tumhara raha
Mere chanda main tumhara sitara raha
Rishta raha bas ret ka
Ae samandar main tumhara kinara raha
Main tumhara main tumhara tumhara raha
Tum na huye mere toh kya
Tu hi pehli guzarish, hasrat bhi tu aakhri
Maahi mere maseeha marzi bata kya teri
Main tumhara main tumhara main tumhara raha
Mere chanda main tumhara sitara raha
Main jaadon ke maheene ki tarah
Aur tum ho pashmeene ki tarah
Main deewaron ki tarah hoon tum jaise ho dareecha
Main bageecha joh tumne seencha
Tum na huye mere toh kya
Tum na huye mere toh kya
Main tumhara main tumhara main tumhara raha
Mere chanda main tumhara sitara raha
Rishta raha bas ret ka
Ae samandar main tumhara kinara raha
Main tumhara main tumhara tumhara raha
Tum na huye mere toh kya
Watch Video