Lyric4U
Main Toh Deewana

Milan

Watch Video
Lyrics
Mubarak ho sabko samma yeh suhana
Main khush hoon mere aansuon pe na jaana
Main toh deewana deewana deewana
Main toh deewana deewana deewana
Mubarak ho sabko samma yeh suhana
Main khush hoon mere aansuon pe na jaana
Main toh deewana deewana deewana
Main toh deewana deewana deewana
Hazaaro tarah ke yeh hote hai aansun
Hazaaro tarah ke yeh hote hai aansun
Agar dil mein gham ho toh rote hai aansun
Khushi mein bhi aankhen
Khushi mein bhi aankhen bhigote hai aansun
Inhe jaan sakta nahi yeh zamana
Main khush hoon mere aansuon pe na jaana
Main toh deewana deewana deewana
Main toh deewana deewana deewana
Yeh shehnaiyan de rahi hai duhayi
Yeh shehnaiyan de rahi hai duhayi
Koi cheez apni huyi hai parayi
Kisi se milan hai
Kisi se milan hai, kisi se judayi
Naye rishton ne toda naata purana
Main khush hoon mere aansuon pe na jaana
Main toh deewana deewana deewana
Main toh deewana deewana deewana
Yeh bole samay ki nadi ka bahaav
Yeh bole samay ki nadi ka bahaav
Yeh babul ki galiyan, yeh maajhi ki naav
Chali ho toh gori
Chali ho toh gori suno bhool jaao
Na phir yaad karna, na phir yaad aana
Main khush hoon mere aansuon pe na jaana
Main toh deewana deewana deewana
Main toh deewana deewana deewana
Mubarak ho sabko samma yeh suhana
Main khush hoon mere aansuon pe na jaana
Main toh deewana deewana deewana
Main toh deewana deewana deewana
Watch Video