Lyric4U
Main Tere Mann Ki Maina Hoti

Hulchul (1995)

Watch Video
Lyrics
Main tere mann ki maina hoti
Tu mere mann ka tota
Main tere man ki maina hoti
Tu mere mann ka tota
Khule gagan mein
Khule gagan mein udte dono
Dar na kisi ka hota
Hua hua ... kya hua ... pyar hua
Hua hua ... kya hua ... pyar hua
Tu joh meri maina hoti
Main joh tera tota
Tu joh meri maina hoti
Main joh tera tota
Kar deti tu
Kar deti bechain mujhe tu
Chain se main na sota
Hua hua ... kya hua ... pyar hua
Hua hua ... kya hua ... pyar hua
Tu mera mehboob sanam hai
Deewaron pe likh doon
Neechi nazrein karke
Oonche chaubaron pe likh doon
Tu mera mehboob sanam hai
Deewaron pe likh doon
Neechi nazrein karke
Oonche chaubaron pe likh doon
Jaane de, ja ja jaane de
Pyar ka kaisa josh chadha hai
Hosh nahi hai tujhko
Mujhe pata hai muft mein tu
Badnaam karegi mujhko
Tu mera yaar hai, kehde ke pyar hai
Yeh tere pyar ka kissa bekar hai
Kuch na hota
Kuch na hota is duniya mein
Pyar agar na hota
Hua hua ... kya hua ... pyar hua
Hua hua ... kya hua ... pyar hua
Tu joh meri maina hoti
Main joh tera tota
Tu joh meri maina hoti
Main joh tera tota
Kar deti tu
Kar deti bechain mujhe tu
Chain se main na sota
Hua hua ... kya hua ... pyar hua
Hua hua ... kya hua ... pyar hua
Dhak dhak dhak dhak dil dhadke
Main jab jab dekhon tujhko
Kaali topi wale tune
Pagal kar diya mujhko
Dhak dhak dhak dhak dil dhadke
Main jab jab dekhon tujhko
Kaali topi wale tune
Pagal kar diya mujhko
Jaane de, ja ja jaane de
Chup chup, bas bas, ruk ruk
Yoon tareef na kar tu meri
Chhod de mera peecha
Neeyat theek nahi hai teri
Apna bana le dil bekaraar hai
Kal bhi inkaar tha, ab bhi inkaar hai
Jaan nikalti
Jaan nikalti hai meri
Kyun dard nahi tujhe hota
Hua hua ... kya hua ... pyar hua
Hua hua ... kya hua ... pyar hua
Main tere mann ki maina hoti
Tu mere mann ka tota
Main tere mann ki maina hoti
Tu mere mann ka tota
Khule gagan mein
Khule gagan mein udte dono
Dar na kisi ka hota
Hua hua ... kya hua ... pyar hua
Hua hua ... kya hua ... pyar hua
Tu joh meri maina hoti
Main joh tera tota
Tu joh meri maina hoti
Main joh tera tota
Kar deti tu
Kar deti bechain mujhe tu
Chain se main na sota
Hua hua ... kya hua ... pyar hua
Hua hua ... kya hua ... pyar hua
Watch Video