Main Solah Baras Ki
Karz
Lyrics
Tu kitne baras ka
Tu kitne baras ki
Main solah baras ki
Toh main satrah baras ka
Solah, satra, satra, solah
Mil na jaaye naina
Ek do baras zara door rehna
Ek do baras zara door rehna
Kuch ho gaya toh phir na kehna
Main solah baras ki
Tu satrah baras ka
Main solah baras ki
Tu satrah baras ka
Mil jaaye naina
Kuch bhi ho mushkil hai door rehna
Kuch ho gaya toh phir na kehna
Tu solah baras ki
Main satrah baras ka
Tu solah baras ki
Main satrah baras ka
Mil jaaye naina
Ek do baras zara door rehna
Kuch ho gaya toh phir na kehna
Parbat se ghanghor ghatayein takrayein toh kya ho
Barsaat ho
Tere dil se mera dil mil jaaye toh kya ho
Baraat ho
Jaane kab barsaat ho
Jaane kab baraat ho
Mera dil toh chahe aaj ki raat milan ki raat ho
Kyun kyun kyun kyun ... kyun ki
Tu solah baras ki
Main satrah baras ka
Tu solah baras ki
Main satrah baras ka
Mil jaaye naina
Ek do baras zara door rehna
Kuch ho gaya toh phir na kehna
Sache premi sab milte hai
Ab dekhen hum kab milte hai
Milne mein ab kya mushkil hai
Teri meri ik manzil hai
Door hai woh nazdeek nahi hai
Ab yeh milna theek hai
Kyun kyun kyun kyun ... kyun ki
Main solah baras ki
Tu satrah baras ka
Main solah baras ki
Tu satrah baras ka
Mil jaaye naina
Kuch bhi ho mushkil hai door rehna
Kuch ho gaya toh phir na kehna
Ho ek do baras zara door rehna
Kuch ho gaya toh phir na kehna
Main solah baras ki
Main satrah baras ka
Main solah baras ki
Main satrah baras ka
Watch Video